Title: Brij Ki Gau Mata Panni Kachra Kyu Kha Rahi Hai? | Sirf Rs. 6 Me Bachaye Jeevan.,
Published on 09 Sep 2026
Brij Ki Gau Mata Aaj Panni Kachra Kha Rahi Hai. Vrindavan ki galiyon me aapne dekha hoga, ek kamzor Gau Mata kachre ke dher me se kachra kha rahi hai. Pet me panni ki thailiyan, botal, kele ke chilke.Ye wahi Brij ki Gau Mata hai jise [Bhagwan] Shri Krishna ne Maa kaha tha. Log subah-sham doodh nikal lete hain, aur jab doodh dena band karti hai to use sadak par chod dete hain. Bechari bhookh se tadap kar kachra khaati hai.Shastra Kya Kehta Hai?
Bhagwat Geeta me likha hai - "Gau Seva se badhkar koi punnya nahi. 33 Koti Devi-Devta Gau Mata me vaas karte hain." Ek muthi hara chara khilane se saare Paap khatam ho jaate hain.Aap Kaise Madad Kar Sakte Hain?
Sirf Rs. 6 ke Chara Daan se aap ek Gau Mata ka jeevan bacha sakte hain. Aapka ye chota sa daan Vrindavan ki Gau Mata tak roz pahunchaya jata hai.Aaj hi Gau Seva kijiye - brijpujan.com par